Tahir
03-27-2006, 02:30 PM
Main Shekar hon kisi aur ka mojay Marta koi aur hai
Mojay jis ne bakri bana dia, to wo bheriya koi aur hai
Kaie Sardiyan bhi guzar gaien, main kisi k kam na asaka
Main Lehaf hon kisi aur ka, mojay orta koi aur hai
Mojay Chakaron main Phansa diya, mojay ishq ton ne rula diya
main to "Mang" thi kisi or ki, mojay mangta koi aur hai
Jo Garajatay hain woh barastay hon, kabhi aesa hum ne suna nahi
Yahan Bhonkta koi aur hai yahan katta koi aur hai
Aajeeb admi hai yeah qasmi isay be-qasoor hi janiey
ye to dakiya hai janab-e-man isay bhejata koi aur hai
:acute: :acute: :acute: