Wahab
12-13-2007, 10:33 PM
Muje Jawab Dau Muje Jawab Dau
Khud se Poochta Hun Muje Jawab Dau
Ik Boj Sa Lagta Hai tan Main
Ik Sawal ubherta hai Man Main
Aks-e-Ayena se mukhateb hun
Muje Jawab Dau Muje Jawab DAu
Kaisey Chupatey hain Woh Nigaheein
Kaisey Samet'tey haain woh aansooo
khud gharz insaan,eh bey Imaan
Muje jawab dau Muje Jawab Dau
raaton ko kya sotey houn gay
naye khawabon k beej botey houn gay
Baha k ashq , phaila k kashk
muje jawab dau muje jawab dau
woh log rotey hi nahi
jin k hath hotey hi nahi
taktey hain subh ka soorej
Per shab bhar woh sotey hi nahi
bakshish na ho gee teri wahab
Ley Gaya dau gaz main ger yeh jawab
Wahab
Khud se Poochta Hun Muje Jawab Dau
Ik Boj Sa Lagta Hai tan Main
Ik Sawal ubherta hai Man Main
Aks-e-Ayena se mukhateb hun
Muje Jawab Dau Muje Jawab DAu
Kaisey Chupatey hain Woh Nigaheein
Kaisey Samet'tey haain woh aansooo
khud gharz insaan,eh bey Imaan
Muje jawab dau Muje Jawab Dau
raaton ko kya sotey houn gay
naye khawabon k beej botey houn gay
Baha k ashq , phaila k kashk
muje jawab dau muje jawab dau
woh log rotey hi nahi
jin k hath hotey hi nahi
taktey hain subh ka soorej
Per shab bhar woh sotey hi nahi
bakshish na ho gee teri wahab
Ley Gaya dau gaz main ger yeh jawab
Wahab