PDA

View Full Version : !!!!!!!!!!!!!!!!shairi!!!!!!!!!


Shanza
12-08-2007, 07:56 PM
Shikwa

"Rehta hai ye shikwa unhen humse ke hum unhein yaad karte nahin,
Bhala kaise karein hum yaad unhen jinhen hum bhula saktay nahi!!

Silver_Knife
12-08-2007, 08:11 PM
Nice One...

Kiya Khud Likha Hai..?

Shanza
12-09-2007, 07:34 PM
haan ji
key board say likha hay........................
auski adat hain

"Badi baat ko kahtray main lana auski adat hain
Zara si baat par tufan utha na auski adat hain
Mohabbat main bhi who taza ba taza ka hi kahil hain
Poorani chahatoo ko bhool jana auski adat hain