Tahir
03-23-2006, 04:42 PM
aasuon ko bohat samjhaya
ke tanhaiyon main aaya karo,
mehfil main hamara mazak mat uraya karo,
is per aansuon tarap ker bole,
itne logo main bhi aap ko tanha paate hain,
isliye tumhara saath dene hum chale aate hain
ke tanhaiyon main aaya karo,
mehfil main hamara mazak mat uraya karo,
is per aansuon tarap ker bole,
itne logo main bhi aap ko tanha paate hain,
isliye tumhara saath dene hum chale aate hain