Asma.Mir
10-23-2007, 12:40 PM
Mujh sey Pehlay k Din
Abb Bohat yaad aanay lagay hain tumhein
Khwab-o-Tabeer kay gum-shuda silsilay
Baar baar ab satanay lagay hain tumhein
Dukh jo pohanchay thay tum sey kisi ko kabhi
Der tak abb jaganay lagey hain tumhein
Abb Bohat yaad anay lagay hain tumhein
Apney wo Ehad-o-Peyman jo mujh sey naa thay
Kya tumhein Mujh sey ab Kuch bhi kehna nahi ???