Silver_Knife
08-14-2007, 09:44 PM
Haath ki lakeero main
kia talash karte ho
in fazool baato main
kis liye ulajhte ho
jis ko milna hota hai
bin lakeer dekhe hi
zindagi k rasto par
saath saath chalta hai
phir kahan bicharta hai
joh nahi muqadar main
kab humhain woh milta hai
kab woh saath chalta hai
haath ki lakeero main
kia talash karte ho???
kia talash karte ho
in fazool baato main
kis liye ulajhte ho
jis ko milna hota hai
bin lakeer dekhe hi
zindagi k rasto par
saath saath chalta hai
phir kahan bicharta hai
joh nahi muqadar main
kab humhain woh milta hai
kab woh saath chalta hai
haath ki lakeero main
kia talash karte ho???