PDA

View Full Version : Yahoodi Aur Eesai


Umar
07-27-2007, 11:46 AM
Allah says:

"Yahoodi aur EEsai tum say hargiz raazi na hoon gay jab tak tum unkay tareeqay par na chalnay lago.Saaf keh do k raasta bas wohi hai jo Allah nay bataya hai warna agar is ilm k baad jo tumharay passs aa chuka hai , tum nay unki khuahishhat ki pairvi ki to Allah ki Pakar say bachanay wala koi dost aur madadgar tumharay liye nahi"

(AlBaqarah aayat 120)

Zenab Muhammad
07-28-2007, 02:55 PM
umm omer, i get this ayat but wo banda kia kehna chahta tha who posted it...i didnt get that ..anyway nice sharing :)

Umar
07-28-2007, 11:52 PM
wo banda jo kehna chahta tha, mai bhi wohi kehna chahta hoon .... aur wo ye hai k Allah nay Jews and Christians k sath mail jol zyada barhanay say mana kia hai aur hum logg basically wohi kar rahay hain .... especially Pakistan Govt.

Zenab Muhammad
07-29-2007, 12:01 AM
ahaaan , ok ok :)

Umar
07-29-2007, 01:55 AM
Thank God apko samajh aa gaee baad :)

Umar
08-13-2007, 10:14 PM
wow .... what a beautiful dua and beautiful style of giving dua :)
Khush raho Tehzeeb aap :) Aamen