PDA

View Full Version : Kuch asha'ar


Tahir
03-11-2006, 12:47 PM
aaina dekh kar begana ho gaya,
khud apne husn ka deewana ho gaya,
qaumi muqabla husan main hissa liya main ne bhi magar,
aurun ko to cup milay; mujhay jurmana ho gaya

main sahilon pay rahoon;phir bhi mujhko pyas rahay,
yeh teri dua thi; koi na mere paas rahay,
magar deta hoon tujhko dua; tah e dil se,
khuda karay tere ghar main bhi teri saas rahay.

afsar tha kabhi woh; par hai yeh ab uska haal
partay hain usko jootay; khichti hai uski khaal
kabhi roast dekh kar parthay thay mathay pay us k bal
ab to ghaas dekh kar bhi tapakti hai uski raal.

Umar
03-11-2006, 01:03 PM
very good yaar :D
wah wah wah :good:
First 2 are very good :) !!!!

Chocolate Girl
03-11-2006, 01:05 PM
lolzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz