Tahir
03-02-2006, 01:19 PM
Mohabbat me aksar dekha hai...
Mohabbat nigaho se...
Adaao se bolti hai
Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Mohabbat nigaho se...
Adaao se bolti hai
Nigaahe milana, nigaahe churana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
kabhi ruthe rehne kabhi maan jana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Yu baato hi baato me mujhko satana
kabhi muskurana, kabhi khilkhilana
mujhe dekhte hi yu sir ko jhukana
yeh kya maajra hai hume bhi batana
Na jaane kyu dil ko yeh mehsoos hota
tumhi to ho haasil meri zindagi ka
magar yeh kissa hua kyu purana
yeh kya maajra hai hume bhi batana