Tahir
02-27-2006, 10:19 PM
Dard ki hadh se toh guzarna abhi baaqi hai
Toot kar mera bikharna toh abhi baaqi hai
Paas aa k mera dukh dard bantnay walay
Mujhse katra k guzarna toh abhi baaqi hai
Chand shairon main kahan dhalti hai ehsas ki aag
Gham ka ye rang toh bikharna abhi baaqi hai
Rang-E-Ruswaye sahi,shehar ki deewaron per
Naam "Tahir" ka ubharna toh abhi baaqi hai
:svengo: :svengo: :svengo: