View Full Version : Shirk ....
http://img46.imageshack.us/img46/7457/hadith26xf.jpg
Umar bhai ais ka kya matlab hoa???mojay samjh nahi ai ap samjha dain:D
:) Gurya iska matlab ye hai k aik banda jo k Muslim hai aur wo till his death Islam pay kaaim rehta hai aur Allah ko aik mantay huay sirf Unki ibadat karta hai to uski Allah tala say mulakaat ho gee to Allah usay jannat mai dakhil karain gay aur jiss banday ka religion at the time of death non-Islamic ho .... chahay wo sari zindagi Muslim raha aur baad mai Non-Muslim ho gya ho ya phir wo Allah k ilava kisee aur ko bhi khuda manta ho ya kisee ko Allah k nazdeek ya Allah k barabar samajhta ho aur at the time of death bhi uski thinking yahi ho .... to aisa banda Dozakh mai jaay ga
samajh aa gaee :) ?
bot achi terhan
now I can say very nice post
& thanx
samjaynay kay li yay
koi baat nahi Gurya :) thats my pleasure and honour infact :)
meray pass koi bohat zyada knowledge nahi hai, but jitna bhi hai, I would love to share it with u :)
inn emotions k through aap kya kehna chah rahi ho zara likh k hee bata do?
mai yes kehna cha rahi hon:D
ahaan acha right :) !!!!!!
abb samajh gya :) !!!!