Tahir
01-30-2006, 02:24 PM
hum toh chaman me phool khila baithe aapke intezaar me
par dard ka jo toofan aapne bheja kaante chubh gaye is dil me
kaash ki aarzoo is kadar na hoti aapse milne ki
toh hum bhi kuchh khushiyan samet lete aanchal me
afsos nahi hai jo humne aap par dil-o-jaan lutaaya
kaash ki aap ki palken bhi nam hoti hamari yaad me
mohabbat me saath aapke angaron par bhi chalna manzoor tha
rabb ne do kadam saath na chalaya kami thi koi hamari ibadat me
:chinese: :bigear: :chinese: