PDA

View Full Version : Aaj phir tumhe koi


Tahir
05-14-2006, 12:29 PM
Is sham ki tanhai se,
Dard ki gehrai se,
Ye dil kuchh baat kar raha hai,
Zara samjho in fizaon ki chubhan ko,
Aaj phir tumhe koi yaad kar raha hai

Umar
05-14-2006, 07:01 PM
wahhh .... zabardast ji :) !!!!
batain wajah meer sahib ;) ?

Umar
05-14-2006, 07:43 PM
haan ..... aisay lagta hai k hum dono deewaron say batain kartay hain :P !!!!

Umar
05-15-2006, 12:46 AM
lol :laughing: abb mujhay yakeen hai k mai meer sahib ko kuch bhi keh dooon ;) wo nahi reply karain gay yahan .... jitna marzi bura bhala keh dooon .... aisa hee haina meer sahib :P ;) :D ?

Umar
06-20-2006, 06:48 PM
lolz .... wo nahi kartay reply coz unhain khadsha hota hai k unka record lagg jana hai :P :D !!!!!!!!!!!!