PDA

View Full Version : Kaheen Teray Ishq main Marna jaon


Tahir
01-24-2006, 03:12 PM
Kaheen Teray Ishq main Mar na jaon
Teray Joda Honay say Darta hoon...

Dars e Wafa ka Dum bhar k
Yeah Zameen yeah Asmaan Yeah Nazaray

Teray Ishq main hain saray
Aisay hoti hai Hojom e Zindagi say Farar

Meri Chahat kion hogyee aisay Tamam
Kon o Makan main Teri Talash karta hoon

Teray wajood say kub tah Inkaar
Kub say Hogaya main Bayqarar

Hamaysha ke tarah Aaj bih
Mohabbat Dil o Jaan say karta hoon

Anjaam e Zindagi say Bay niyaz
Aur her anay walay kal tuk

her pal her Lamhay her soo
Teri Ulfat Teri Mojodgi ka Ahsas

Akhri Molaqat ka intayzaar karta hoon
Meri subah ka aghaz Teray naam say

her dil aziz hai tu sar e shaam say
Raatoon ka ikhtaytam Mout k Jaam say

Bay Ikhtayyaar Ansooo kion hain "Tahir"
Nazroon ko Teri Ankhoon say bharta hoon

Kaheen Teray Ishq main marna jaon....
Teray Joda Honay say Darta hoon...

:clapping: I hope someone like it...;)