View Full Version : Meri shaadi mein
Tahir
05-10-2006, 01:24 AM
Har karz dosti ka ada kon karega,
Jab hum na rahe to dosti kon karega,
Ae khuda mere dosto ko salamat rakhna,
Warna meri shaadi mein dance kon karega
:laughing: :laughing: :laughing:
lol ....
haan ji mujhay hee dua dee uss nay .... lakin apna kaam hai uska iss liay ....
dance mujh say karvana chahta hai ....
chalo karr lain gay ....
abb itna to uska haqq hai ....
wesay tahir meri shadi pay bhi dance karay ga ;) :P
he is a very good dancer .... lol :laughing: :P ;)
Tahir
05-10-2006, 07:53 PM

ton bass gee(live) yaar :) dance nehi karwata toj say shadi per main :lol:
i extremely hate dances/song stuff on marriage... i prefer mine to simple and discreet... :redface:
lol ............ :laughing:
thanx .... aap mujh say dance nahi karvaaain gay ....
but apko karna ho ga meri shadi pay dance .... ok ;) ?
n u can't say .... atleast to me .... k tumhain dance karna nahi aata :P ;) :D :laughing:!!!!!!!!!!!
Tahir
05-10-2006, 08:35 PM
There is hadiyat i recently read while i was posting it...
Our Prophet(PBUH) Strictly Prohibited dances in a gathering... So, you have to excuse :) about this :)
nothing personal :) but Islam says No dances :D :rolleyes: What a relief :)
mujhay nahi pata .... tum say to mai karvaooon ga .... ;) can't let u escape ;) :P :D !!!!!!!!!!
Aur agar aisee hee baat hai then ye sher kion post kia ? doosraon k dance k jazbaat ubharnay k liay ............... :eek: ?
bataiay ga ka kya matlab sanya .... apko bulaooon ga shadi pay ....
u will see the Live Performance ;) :P :D !!!!!!!!!
mai nahi bhoooun ga ....
aap aana matt bhooliay ga .... :) !!!!
humaray haan mehndi k functions kafi achay hotey hain ....
aur agar tahir dance kar raha ho uss mai ....
to sonay pay suhaga ....
haina bhai ;) :P :D ?
acha .... chalain tension not .... apko dekha dain gay Lahori Shadi bhi ....
aap dua karo k ho to sahi ..... MBA mai admission to ho pehlay ... shadi vadi to baad ki batain hain .....
ji Tahir ki kabiliyat pay mujhay mukammal bharosa hai ... wo humari ummeeeedo'n pay poora .... balkay poora poora utray ga ..... :laughing:
Mujhay dantnay ki kya zaroorat hai .... I know him .... wo aisa moka nahi aanay dai ga .... pehlay bhi kabhi nahi aanay dia .... lol :laughing:
Tahir .... lol bohat talented hai .... MASHALLAH .... harr lihaaz say ;)
ji .... carrier bann gya to koi larki shadi k liay haan bhi kahay gee, abhi kon karay ga mujh say shadi ..... lol :laughing:
Lost Friend - You will have to wait till my marriage .... coz Tahir will dance on Mehndi n Barat .... ;) :) !!!!
hahahahahhaha ..............
yaar Tahir ko yahan aana chahiay ........ n should give comments ...... tabb bohat mazza aay ga :P let me see if he is online to usay kehta hoon k yahan comments do aa k ;)
ohhh .... he is not online :(
Sanya - mujhay to pata hai k Tahir mai unique qualities hain ;) :P :D but ap nay kesay jaan leen uski hidden, special, unique, aala o arfa qualities :laughing: ?
Agar jaan hee lee hain ye qualities to forum pay nahi hansna ..... wesay jitna marzi hansti rehna aap ..... :laughing:
Tahir kuch nahi kahay ga ... I am sure wo ye sab parh raha hai :P but post nahi kar raha kuch ;) coz uskay karnamay jo discuss ho rahay hain yahan ;) :D !!!!!
coz uss ko pata hai k koi bhi uss say pooch sakta hai k bhai ji ye qualities kya hain aur UMAR ko kesay pata k aap dance bhi kar laitay ho .... lol ;) :P :D !!!!!!
chalo ji .... ye baat likh k keh ye qualities mujh say pata chal rahi hain mujhay marvao gee .... uss nay kehna hai k shayad mainay apko koi detail PM pay ya kaheen aur bata dee hai ..... mujhay KUTT parvani hai kya aap nay :P ?
khushi mai nahi mana iss baat pay hansna .... uss khatray ki wajah say mana k tahir nay mujhay maar daina hai k tum mera record laga rahay ho forum pay Sanya Ji ki sath mil k .... apko to wo kuch nahi kahay ga .... meri hee neck pay aa k goda rakhay ga wo .... lol :laughing:

lol ............
meri jaan ko tab tak khatra nahi jab tak wo Pakistan mai nahi .....
agar aa gya yahan to khatray start ho jaain gay .....
coz usay ghussa iss baat pay hona hai aur uss nay bahana kuch aur bana k mera gala pakarna hai :P :D !!!!!!!!!!!!!
wo bilkul ye sab parh rahay hain i tell u ..... wo koi thread aisa nahi hota ya koi reply aisa nahi hota jo na parhain ......... after all he is ADMIN PAA JEEE na :P !!!!!!!!!