Tahir
05-08-2006, 03:42 PM
Chupkey Chupkey raat din us ka bartan manjwana Yaad ha
Humko aab tak kapray dhoney ka zamana yaad ha
dopehar ki dhoop main kapray sukhaney k liay
wo mera nangay paoon chat (roof) par jana yaad ha
Dekh liya jab bhi kise dosri larki ko rastay main
Biwi k gussay ko dakh kar mera wo thar thrana yaad ha
Waqt-e-Rukhsat office aab bhi yaad aata ha mojey
Biwi k pars se car ki chabi churana yaad ha
Raat ka show deekh kar bohat dair se ghar ko aana or
Biwi ka gussaay se darwaza na kholna yaad ha
Yaad ha bagum aab bhi wo tera balnany se mojay marna
or baad pitney k tera wo marhum ka lagana yaad ha
shukar ha abhi meri shadi nahi howi dostooo
shadi shuda dostoon ka wo rona wo rolana yaad ha